यदि आप Multi_tasking GAMING के लिए Smartphone📱 खरीद रहे हैं तो इन बातों का ध्यान रखें।

dosto mai aaj aapko uss tyape ke smartphone ke baare me batane jaa rha hu jo ki  hard gaming aur hard multi tasking ke liye bana ho..

pahali baat bata du ki ye koi maine nhi rakhtaa ki branded phone me hi achhi gaming hogi achhi gaming aur malti tasking ke liye sab se pahle RAM aur PROSESSOR damdaar honi chaahiye uske baad hi aap smooth aur lag free game aur multi tasking kaa majaa le sakte hai..

to chaliye..

1) Dosto aaj ke dete me android game ki bauchar ho chuki hai mai kuch detail de rhaa hu..
gangster 4 jo ki 1.93gb ki hai
asphlat 8 jo ki 0.9 gb ki hai
Nova 3 jo ki 1.14 gb ki hai
shooter furry jo ki 1.13 gb ki hai

to chaliye dosto mai aapko batata hu ye sab ek fantastic games me se hai aur ye sb game smooth aur lag free chalne ke liye aapko 3gb ram ki jaroorat pade gi.
ab aapko lagta hoga ki ye sb game 2gb se chote hai to 2gb wale phone me bhi chlenge to bhaiya ek baat aapko bata du ki aap phone liye hai to ek game hi to nhi rakhenge social app multi media app brawsing app bhi to rkhenge aur kai phone ke app aise hoto hai jo permanently ram ke andr run krte rhata hai isi liye best gaming ke liye kam se kam 3 gb ram honi chahiye...


2) Dusra sab se aham PROSESSOR ye aapka kamjor huaa to bhaiya aapka phone hit aur shaath hi lag dikhne lage gaa iss le aap jab phone khride to aapke phone me 3gb Ram aur Octa core Qualcomm core snapdragan  ardeno cortex  honi chaahiye tb aapka phone majbooti se kaam kregaa.

mai aapko agle post me RAM aur PROSESSOR ke baare me bataaunga ki ye kyaa hota hai.


3) Aapke phone ki bettry jo ki aapko bhi pata hai ki ye sab se jroori chij hai
to aap ko bata du ki aap jab gaming karenge to betary bhut jaldi low ho jaayegi iss liye jab aap smartphone le to kam se kam 3000 mah bettry honi hi chaahiye

4) Aapke phone ki Display ji haa dosto ye bhi ekk jroori chiz hai yadi aap gaming karte ho to aapko 5.2 inch yaa 5.5 inch ki kam se kam Display honi chahiye tab appko gaming kaa high resolution ka asli maja aayega dosto gami g ke baare me soch kar itnaa bara bhi phone mat le lena jo poct me yaa saath lekar chlne me dikkat khari kar de.

5) sensor capacity waise to aap
3gb ram, 32gb internal storage, achii PROSESSOR ho to aapko semsor bhi achhi mil bhi jaye gi

to dosto ye rhi meri advice jo ki  gaming ya multi tasking ke liye jaarori hai.
agli post me aapko RAM aur PROSESSOR ke baare me bataaunga

bhaiyo agar koi problem ho to comnet me likh sakte hai
aaj ke liye itnaa hi
jai hind
good bye 👋 

1 Comments

  1. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form